webnovel

rajbir meet his daughter

ab rajbir decide karta hai ki kal phir se waha par aaega ab rajbir waha se chala jaata hai tabhi nandini aa jaati hai aur usko realize hone lagta hai ki rajbir yaha par aaya tha but woh iss baat ko ignore kar deti hai now next day rajbir waha par aa jaata hai but kisi kaam ki wajah se nandini ko waha se jaana padta hai aaj phir rajbir nandini se nahi mil paaya hai but woh apni daughter se milta hai yaani ki lalita se milta hai aur uske saath milkar bahut masti karta hai aur phir waha se chala jaata hai