webnovel

rajbir meet again his daughter

ab rajbir waha se chala jaata hai ab nandini bhi waha par aa jaati hai ab nandini lalita ko lekar bahar jaati hai park main aur usi park main rajbir hota hai ab rajbir ko realize hone lagta hai ki nandini bhi waha par aur ab nandini ko bhi lagne lagta hai ki yaha par rajbir hai ab phir se lalita rajbir se milti hai aur dono saath main masti karte hai ab waha par nandini rajbir ko dek leti hai woh bhi lalita ke saath ab nandini darr jaati hai ab nandini kisi bhi tarah lalita ko waha se le aati hai