School Ke Woh Pal
Ayush, Class 10th ka ek normal student, jo apni school life ko bas jee raha hai — bina kisi bade sapne ke.
Dosti, lunch breaks, exams ka pressure aur kuch unsaid feelings…
School Ke Woh Pal ek simple aur real kahani hai un dinon ki jo baad mein sabse zyada yaad aate hain.