webnovel

surbhi meet dr kaaya

ab surbhi ko pata chalta hai ki kapil ko do betiya hai but jab se uska haath kapil ke haath se touch hua hai tabhse woh confused hai ab surbhi decide karti hai ki woh dr kaya se milegi ab woh dr se milne hospital jaati hai but surbhi ko dr. kaya waha par nahi mili ab woh hospital se address lekar woh uske ghar jaati hai taaki woh kaya se mil sake ab usko pata chalta hai ki dr kaaya apni family ke saath bahar picnic par gayi hui ab woh waapas aa jaati hai