webnovel

secret of my love life....

Bahut suhane pal the Ek dusre ke sath yunhi....Hathon me hath liye beete ja rahe the ,, Bhavishya ka to koi khayal hi nahi tha lagta tha ab yahi ....hmara bhavishya hai...Wo mujhe lekar bahut gambir thi Aur rahe bhi kyu na,,,,kyuki Apni zindagi chhorkar kon jee paya hai.....Pyaar ka wo ek ek pal yun dil me samata raha...Ke zindagi tere bina kya jee paenge ye khayal satata raha..... Kya ye zindagi aise hi chalti rahegi aur hum pyaar ke in lamho me doobe rahenge...jiska chehre ko mene chand samjhaa uske bina din me bhi andhera nazar aataa tha...aise hi pyaar hota hai shayad samajh aane lagaa...Kya yahi pyaar hai ya fir koi khwab..samjhna mushkil tha... waqt itni raftaar se jaa raha tha ke kuch khyal hi nahi raha.... Fir yaad aya ki Gharwale manenge...shayad,,, abhi waqt itna bhi nahi nikal gaya ki naa maane.... wo mere khwab ko samajh kar pura karenge.... Uske siva koi Khwaab kabhi aya hi nahi...Kya wo khwab pura hoga shayad...iss kadar dil ne chhu liya use...Ki harqat ho nahi sakti dekhe bina jise...

kya aisa bhi hoga ke koi teesra insaan iss chahat ko mita dega uss masoom si ladki ko apne jaal me fansa lega....shayad..