webnovel

mom-dad

Purvi goes down stairs and sat on dinning table. Mansi was already sitting then Sudha came with breakfast.

Mansi: mom kya banaya hai

Sudha: dosha

Purvi: eew

Mansi: Mera favourite

Purvi: maa aapko pata hai na mujhe dosha Nahi pasand

Mansi: par Mera favourite hai aur maa mujhse jyada pyaar Karti hai

Purvi: maa Dekho...aap mujhse jyada pyar Karti hai na

Mansi: maa bata do isse ki aap mujhse jyada pyar Karti hai

Purvi: mujhse jyada Karti hai

Mansi: mujhse

Purvi: mujhse

Person: maa sabse jyada pyar mujhse Karti hai

They turn and saw Dushyant and kavin.

They came Dushyant hug Sudha.

Kavin: hello everyone

Purvi didn't said anything till now.

Sudha: tumhara pair Kaisa hai beta

Kavin: thoda dard hai par ab thoda thoda chal pa Raha hu

Sudha: thik hai

Mansi: Bhai aapko pata hai maa hi aapki asli mom hai

Dushyant: ha kal hi maa ne bataya ki unhone Mera jhuth pakad liya hai

Sudha: tum dono baitho Mai nasta lati hu

Dushyant sit beside purvi and Kavin sit in front of her.

Mansi: par maa Aapne bataya Nahi aap kise sab se jyada pyar karti hai

Sudha: Mai tum sabko barabar pyar Karti hu bas

Mansi: hmm

Sudha goes in kitchen.

Dushyant look at purvi who was looking down.

Dushyant: abhi bhi naraz ho

She look up.

Dushyant: I am sorry....Maine gusse mein tumpe hath utha Diya...jis hath mein tum Rakhi badhne wali thi usi se Maine tumhe mara...Mai ikdam achha Bhai Nahi hu ( with tears in his eyes)

Purvi: aisa Nahi hai Bhai...aap best ho...agar Mai galati karungi to mujhe sudharne Ka haq to aapko hai aur kal Aapne wahi Kiya....Galti to meri thi...Mai gusse mein aake kuchh bhi bol rahi thi....I am sorry...I am really sorry Bhai ( with teary eyes)

Dushyant: Nahi purvi

They hug each other.

Sudha became emotional after seeing them.

Kavin: lo ho Gaya Bhai behen Ka suru

Mansi; ye Hume to bhool hi Gaye

Kavin: Sahi Kaha

Dushyant: tum log bhi aa jao

They both hug them.

After some time they separated.

Mansi: yaar ab mujhe bhukh lagi hai

Kavin: mujhe bhi

Purvi: mujhe bhi

Dushyant: mujhe bhi

They all laughed.

Sudha: lo nasta bhi aa Gaya

She serve them.

Dushyant: maa aap bhi baithiye

Purvi- Mansi: ha maa

All three fed sudha.

Then purvi phone rang she picked it up. It was of Pankaj.

P

urvi: maa Mai ja rahi hu

Dushyant: Kaha

Purvi: Aapke Ghar

Everyone look at her.

Sudha: kyu

Purvi: ACP sir ne bulaya hai

Sudha: waha pe kyu

Dushyant: vo maa papa aur mere upar kuchh humale ho rahe hai isliye humne Cid se help li thi

Sudha: hmm

Purvi look at her and was about to go.

Mansi: khake to ja

Purvi: mujhe dosha Nahi Khana {

Kavin: to kya khaogi

Purvi: kuchh bhi kha lungi... Pankaj Ka Tiffin kha lungi...abhi Mai ja rahi hu

Dushyant: Ruk Mai bhi chalta hu

Purvi: aap kha to lo

He roll two dosha, take one and give another to her.

Dushyant: ab chale

Purvi: par mujhe....

Kavin: Khana padega

She has no option now.

Purvi: ok

She left and kavin smile at her.

Purvi and Dushyant came and Daya, Pankaj and Abhijeet was already present there.

Daya: Mai aur Abhijeet abhi ja rahe hai

Abhijeet: Mai dopahar tak aa jaunga..tabtak tum aur Pankaj Yaha rahoge

Purvi: yes sir

They left.

Then Manish came down. After seeing him Purvi's eyes welled up with tears.

Pankaj kept his hand on her shoulder.

Dushyant: Tu thik hai

Purvi: hmm

Pankaj: Maine puri baat ACP sir ko batayi... unhone Mr. Malhotra se Baar iss baare mein puchh tachh Karne ko Kaha hai

Purvi: hmm

Pankaj: unhone tujhe Kaha hai baat Karne ko

Purvi look at him.

Purvi: par kyu

Pankaj: pata Nahi

Purvi: hmm

She goes towards him.

She took deep breath.

Purvi: Mr. Malhotra Hume aapse kuchh sawal puchhna tha

Manish: Mr. Malhotra kyu bol rahi ho...Mai tumhara dad hu...dad bolo

Purvi and Pankaj both are shocked.

Manish: mujhe Dushyant ne sab bata Diya hai beta

She look at Dushyant who was already looking at him.

Purvi: Mai iss waqt Apne personal problem solve Karne Nahi aayi hu Mr. Malhotra...Hume bas ye janana hai ki Aapne humse jhuth kyu Bola...Aapne apni patni ke baare mein Hume kyu nahi bataya

Manish: kyunki hum bohot Saal pehle alag hogaye the

Purvi: alag hogaye the ya Aapne apni pregnant biwi ko Ghar se nikal Diya tha

Manish look down.

Purvi: meri maa kehti hai ki sach sikke ki Tarah hota hai...ek pehlu Dekh ke faisla Nahi Lena chahiye

There was a silence between them.

Purvi: waise aap London wapas kab ja rahe hai

He look at her with teary eyes.

Pankaj: purvi

Manish: deal kal hogi aur 3 din baad hum chale jayenge

She just look at him and then Dushyant.

Purvi: hmm...ok

She moved from there and Pankaj go behind her.

Here Manish sit as tears start flowing from his eyes.

Dushyant: dad

Manish: mujhe Nahi pata Maine Jo Kiya vo galat tha ya Sahi par Maine ye kabhi Nahi socha tha ki jab Mai apni beti se milunga to vo mujhse nafrat karegi

Dushyant: dad vo aap se nafrat Nahi Karti bas sab kuchh use itni jaldi pata Chala ki usse samjha Nahi ki vo react kaise kare...par vo maa se bohot pyar Karti hai

Manish: Mai bhi uska baap hu Mera uspe koi haq Nahi hai kya

Dushyant: of course dad hai

Manish: to vo mujhe tere Jaise dad kyu Nahi bula rahi hai..pehle uncle to bolti thi par ab Mr. Malhotra..mujhe kuchh samjh Nahi aa Raha hai ki Mai kya karu

Dushyant: dad vo aapki Tarah ziddi hai na isliye

After listening this they both smile.

Dushyant: dad Mai abhi aata hu

He went from there.