Bhopa- Ek baat tujhe batani padegi aaj. Uski itni chinta kyu? Aur phir...
Uske pass nhi ja sakta par dur jane bhi nhi de raha?
Dur kyu bagh raha hai usse??
Nazare kyu nhi mila pa raha??
Pucha meine usse ..wo mujhe kuch nhi bataegi..Tujhe kaise janti hai wo?
Monty- (with full of tears in eyes)
Ridhima hi meri "Pari" hai. Tabhi mein sochu mujhe uske prati itna lagav kyu hai.
Bhopa- (remains Openmouthed)
Baat kyu chupai par...kya wajah ho sakti hai iske piche yeh soch pehele..
Dekh jo bhi hai yehh Pari 'Humare liye musibat nah ban jaye kahi'...itna khayal rakh.
Monty- Jise saloon pehele dur kar diya..wo wapas aa gai..Mein kaise nhi pehchaan paya use????
(becomes very emotional and tells the reason behind avoiding 'Pari').
'Usse nazare kaise milaoo, jab khud se nazare chura raha hu'.
Bhopa- Hmmm..toh ab baat karega?
Darr kyu raha hai? Tujhe bolna hoga ab..kabhi toh nazare milake baat karni padegi..kab tak chalta rahega aise?
Monty- (In deeply saddened voice) Itna aasan nahh hai...
Pari is sure of Bhopa conveying her
'so-called' childish acts to Monty.
Here Monty AKA Babaji decides to confront Pari AKA Ridhima.
Monty is passing through numerous emotions at present.
He wants to complete the incomplete sentences between them which are buried under for years now.
(And they come face to face)....
He is entranced while displaying varied emotions of sadness and anger at the same time towards her.
(Monty in a low tone)
Pari...
"Jaydev aur Jaynandini jante hai tu mere saat hai?"
'Kya chahata hai Jaydev??'
Pari- Tumhare man mein bahot saare sawal honge..
'M...Mein yaha Papa ke khene pe aai thi. Baba Nirala ka sach samajne aurrr...
Mera bass yahi wajud tha yaha...
Monty- Wo Ridhima thi ...Aur tu Pari??..
Hmmm..Yakeen hai mujhe.
(suddenly breaks through)
Par ghussa khatam nahh hua abhi..
(Monty requests her to eat she refuses the same).
Jab man bhar jaye tab khana kha lena..teri pasand ka hai..
Ab se..chehera nhi dekhna chahata tera...