webnovel

Rihaan in hospital

Ab mannat waha se chali jaati hai ab aditi rihaan ko lekar apne ghar par aa jaati hai tabhi rihaan ko flashback hone lag jaata hai aur usko chakker aa jaata hai yeh dek aditi darr jaati hai aur rihaan ko hospital lekar jaati hai ab idher mannat apni friend divya ke saath bahar aati hai actually mannat use hospital main aati hai divya ke saath jaha par rihaan hota hai aur maanat ko phir se wahi feeling aane start ho jaati hai aur tabhi Rihaan ko bhi hosh aa jaata hai