webnovel

kabhi fursat se milo khwab me

bahut kuchh bate karni hai

jo ru-baru nahi kar sakata

jab kabhi aate ho samane

na jane kqu lagata hai

yah ki ho nahi sakata

jab kabhi ahsaanso me aate ho yaad

mai gun gunane lagata hu

jab kabhi khamoshi me aajate ho yaad

mai tumhe chahane lagata hu..

To aajao fursat se khwab me

mujhe kuchh kahana hai

do labjo ki yah bat nahi

tumhe aur bhi kuchh dilhana hai

haqigat kahu...

khwab kahu... ya

ya kahu koi afsaana

tum bas chale aao

haale dil hai sunana