webnovel

Deewane

casts : 1) Vikram singh chauan as karthik luthra 2) Tina dutta as Ishita taneja

rashika_sharma · แฟนตาซี
เรตติ้งไม่พอ
11 Chs

Meet Ishita taneja

ab yeh kahaani start hoti hai ek ladki se jiska naam hai Ishita Taneja uski family main uski maa leela taneja and uske pita ramesh taneja hai aut woh apni friend Kaya verma (aarti singh) se milti hai aur kaya usko apne boyfriend ke baare main batati hai jiska naam hai samar yadav (namish taneja) ab Ishita ko ghar se call aa jaata hai aur woh ghar chali jaati hai idher karthik luthra bhi apne ghar par aa jaata hai uski family main uski maa sushila luthra and uske pita manoj luthra and uski ek choti bahan bhi hai jiska naam hai samiksha luthra