webnovel

samar get jealous

ab samar and dakshita bahar aate hai date par actually samar and dakshita dono 2 saal ke baad mil rahe the ab waha par dakshita ka best friend karthik luthra (namit khanna) aa jaata hai aur dakshita and karthik dono hug karte hai lekin yeh baat samar ko achi nahi lagti hai ab dakshita samar ko karthik se and karthik ko samar se milwa deti hai aur dono ek dusre se milkar happy ho jaate hai thodi deer baat karthik ko kisi ka call aa jaata hai aur woh waha se chala jaata hai ab dakshita ko pata chal jaata hai ki samar karthik se jealous tha aur dakshita ko usko jaan pujker jealous karwati hai tabhi samar kahta hai ki hamare beach main koi nahi aa sakta hai tu meri thi meri hai aur meri hi rahegi koi bhi tuje mujhse cheen nahi sakta hai ab dakshita smile karti hai aur dono hug karte hai aur dono waha se chale jaate hai aur apne apne ghar aa jaate hai