webnovel

karan loves dakshita

ab samar and dakshita dono ghar par aa jaate hai aur karan bhi apne ghar chala jaata hai lekin karan samar se jealous hone lag jaata hai kyuki karan dakshita se pyar karta hai islay aur 5 saal phele jo samar and dakshita ko alag kiya tha woh karan hi tha lekin karan in 5 saalo main mayank ke kaaran dakshita ko haasil nahi kar paaya tha ab karan waapas aa gaya dakshita ko haasil karne ke liye ab karan sochta hai ki maine tumhe kitna pyar kiya dakshita lekin tumne lekin tu sirf meri hai dakshita aur meri hi rahegi main tuje kisi aur ka nahi hone dunga ab idher samar and dakshita dono roamnce karte hai ab achaank se dakshita ko chakker aane lag jaate hai