webnovel

dakshita in danger

ab dakshita faint ho jaati hai yeh dek samar panic ho jaata hai aur dakshita ko hospital lekar jaata hai aur waha par karan bhi aa jaata hai actually karan waha par kisi kaam ki wajah se aaya tha ab doctor dakshita ka cheak up karte hai aur samar ko batate hai ki darne wali koi baat nahi hai she is pregnant jise sunker samar happy ho jaata hai lekin karan ko gussa aa jaata hai ab samar dakshita ko lekar ghar aa jaata hai ab samar ko kisi kaam ki wajah se bahar aa jaata hai ab karan mask lagager andher jaata hai aur dakshita ko maarne ki kosis karta hai