webnovel

Bhoot sa pyaar

Ek chota sa Gaon tha,waha ek Garib kisan rehta tha,us Garib kisan k Ghar may uski Biwi or ek lota Beta rehta tha jiski Umar katriban 18 hogi ,jo appna maa baap ka bahut Gelha pyara bacha tha A baat saan 1845 ka hai,ek Sachi ghatna hai,is kahani ku Mera par dada k par dada kehta tha,us waqt ki baat hai k us waqt khati Kar k sab appna appna Ghar chalata tha,agar kuch Dhan ya chawl Bach Jata tha toh USA bachna k Dusra Gaon Jana padhta tha,ek din aisa hua k us kisan ku appna bacha kucha saman bachna k Lia Dusra Gaon Jana padha,wo appna sath balGhadi or appna beta ku leka gaya sath may kuch Khana pani v leka jana padha kahi rasta may jarurat na padhjaya, suraj nikalna ka pehla wo appna saman leka nikalgaya,adha Din gujar gaya tha Rasta may ek bahut badha jungle aaya ,Baap Beta v safat k wajha sa Thak gaya tha ,toh wo log aaram karna k Lia appna Bal Ghadi ek badha sa padh k nicha rakhdiya or kuch Khana pani Karlene k baad wahi aaram karna laga thodi dar baad kisan ka beta jungle k andar k taraf Jana laga a dekh k kisan appna Beta sa puchna wala tha k wo v kuch pucha Bina bahosh hogaya,kuch dar k baad hosh aaya k wo dekhta hai k uska Beta Ghada may bharti karka Sona leka aaraha hai,Baap a sab dekh k kuch na pucha sidha Ghar k or nikal padha,a lalach baap beta ka badhta gaya ,,par kabhi v Baap Appna Beta sa kabhi nhi pucha k tu kahasa larha hai ,,,,magar a baat Gaon may badhta gaya or ek Din aisa aaya k uska Beta Shaadi v karliya,,,jab uska Beta ka Beta hua toh khusi ka lahar na raha MAGAR usna us Sona Wala bhoot sa kaha wada bhool gaya tha agr uska Beta hua toh appna Beta ku us bhoot ku Dena padhega, tab USA appna Beta ka pyaar or Bibi ka pyaar majbur kardiya,a sab k andar wo jungle Jana bhool gaya,,,ek din aisa aaya k wo bhoot uska sapna may aaka darana laga aisa chalta raha,ek din wo kisan ka Beta ek Pandit k pass jaka sab sunaya usna a Sala di k ek chapperr ka murti banaya phr USA jungle leka gaya ,,, us bhoot na achanak sa uska samna aagaya phr jaisa taisa karka USA samjha k wo murti deraha tha k achanak sa Pandit na appna Kam karna suru kardiya akher Kar uska bhoot sa picha chuta,,,,,...