webnovel

ayaan and samar meet

ab idher ayaan dakshita ko apne ghar lekar aa jaata hai lekin dakshita ko kuch samaj nahi aa raha tha ki woh kaha par aur woh kaun hai actually dakshita ki memory chali jaati hai aur usko kuch bhi yaad nahi aata hai ab ayaan dakshita ke liye medicines lene chala jaata hai aate waqt raaste main use accident ho jaata hai samar ka usko pair main lag jaati hai ab ayaan bhi samar ko bhi apne ghar le aata hai lekin phir bhi samar and dakshita mil nahi paate hai lekin dono ko kuch ajeeb feel hota hai lekin dono iss baat ko ignore kar dete hai