webnovel

kapil's flashback

ab kaya and kapil iniminate hote hai ab surbhi ko feeling hoti hai ki kuch galat honewala hai but woh iss baat ko ignore kar deti hai ab surbhi pari ke saath khelti hai aur masti karti hai next day ab surbhi pari ko lekar mall jaati hai ab kaya bhi kapil aur apni dono betiyo palak and riya ke saath mall jaati hai jaha par kapil and pari milte hai and hug karte hai kapil yaani ansh nahi jaanta hai ki pari uski hi daughter hai ab surbhi bhi waha par aa jaatu hai ab ansh ka haath galti se surbhi ke haath se takkra jaata hai jise kapil ko flashback hota hai aur surbhi ko bhi kuch feel hota hai ab waha par kaya aa jaati hai aur kapil ko waha se chali jaati hai ab surbhi ko lagne lagta hai ki kapil hi surbhi ka ansh hai ab surbhi decide karti hai ki woh dr. kaya se milegi ab surbhi ko pata chalta hai ki kapil ki do betiya bhi hai