webnovel

ansh is dead

ab ansh pune puch jata hai aur apna sara kaam pura kar leta hai aur ab surbhi ko call karta hai ki uska kaam pura ho gaya hai ab woh ghar aa raha hai yeh sunkar surbhi khush ho jaati hai but usko phir se bura feel hua ki kuch thik nahi honewala hai ab ansh waha se nikal padta hai aur raashte main gai ki pass koi truck uski car ko takker mar deta hai aur uska accident ho jaata hai aur woh aur uski car dono gai main gir jaate hai police investigation karti hai aur uske car ka pata laga leti hai abhi tak police ko ansh ki car ka pata nahi chala hai ab police surbhi ko call karti hai aur usko ansh ke accident ko baare main inform karti hai aur surbhi faint ho jaati hai tabhi waha par suraj and alka aa jaate hai aur usko hosh main laate hai aur use puchte hai ki kya hua ab surbhi dono ko bata deti hai ki ansh ka accident ho gaya hai aur uski car gai main gir gayi yeh sunkar dono panic ho jaate hai ab woh sab log waha se nikal jaate hai aur waha par puch jaate hai jaha par ansh ka accident hua tha ab police inform karti hai ki ansh mar chuka hai surbhi kehti hai ki kuch nahi hua hai mere ansh ko mera ansh nahi mar sakta hai mera ansh zinda hai mera ansh waapase aayega . aayega mera ansh