webnovel

ansh condition is critical

kiara ko pata chal jaata hai ki surbhi bhi ansh se pyar karti hai ab kiara bhi ansh ke liye feel karna start kar deti hai aur yeh baat yash ko achi nahi lagti hai aur woh waha se chala jaata hai dr ansh ki surgery kar rahe hai kiara bhi ansh ke liye prey karti hai ab usko apni galti ka realize ho jaata hai alka surbhi ko sambalti hai ab dr bahar aate hai aur kehte hai ki ansh ki condition bahut jaayada critical hai aur uskk kabhi kuch bhi ho sakta hai yeh sunkar surbhi tood jaati hai aur woh mandir jaati hai ansh ki jaan bachane ke liye aur alka bhi uske saath jaati hai ab hospital main kiara hi hai ab woh bhi ansh ke liye kuch feel karti hai surbhi ansh ke liye prey karti hai