webnovel

mala and aman in love

ab mala waha ka address lekar chali jaati hai ab aman bhi waha par hota hai aur use puchta hai ki woh kaha par gayi thi ab mala aman ko jute bol deti hai ki uski ek friend kavya se milne aayi thi ab mala ka pair slip ho jaata hai aur aman ko usko save kar leta hai ab dheere dheere dono ko pyar ka realize hone lagta hai but dono iss baat ko ignore kar deta hai ab mala ki aawaz and sakal dono hi meera jaisi thi ab mala vivaan ko meera bankar call karti hai aur usko darati hai aur uski yeh saari baatein aman sun leta hai aur mala aman ko saara sach bata deti hai aur aman bhi uska saath deta hai