webnovel

Aashika try to kill Mannat

ab aashika , mannat and rihaan teeno launch karte hai lekin rihaan ko mannat ki care karte dek aashika ko jalan hone lag jaati hai ab teeno ka launch khatam ho jaata hai aur teeno road cross karne lag jaate hai time dekhte hi aashika mannat ko car ke aage dekhel deti hai lekin rihaan usko save kar leta hai Jise aashika ka plan flop ho jaata hai aur usko aur jaayda gussa aane lag jaata hai ab aashika kuch bahana bana ker waha se chali jaati hai aur hotel main aa jaati hai apne room main