webnovel

kavya in hospital

ab kavya rashika and kriss ke pass aa jaati hai aur kavya ko flashback hone lagta hai aur woh faint ho jaati hai aur zameen par gir jaati hai ab rashika and kriss dono showked ho jaate hai ab rashika and kriss kavya ko lekar hospital jaate hai aur usko hospital main admitt kar liya jaata hai ab dr kavya ka cheak uo karte hai ab bahar rashika and kriss dono paresan hote hai ab dr. bahar aati hai rashika and kriss dono dr . se puchte hai ki kya hua hai kavya ko dr. unko sab kuch bata deti hai ki kavya 5 saal phele yaha par aayi thi kaise uska treatment hua aur uski memory lost hui yeh sab baatein sunker rashika ko doubt hone lagta hai ki kahi kavya hi toh laavanya toh nahi hai ab dr. kehti hai ki aap kavya ko apne saath le jaa sakte hai