webnovel

Riyansh in jammu

Ab Riyansh , priya and trushika ki flight fly kar jaati hai idher Maan ko call aata hai ki aaj uski sister aa rahi hai jiska naam hai Madhu aur maan yeh baat aarti ko batata hai jise woh happy ho jaati hai after 2 hours maan and aarti dono airport chale jaate hai aur idher riyansh ki flight bhi land kar jaati hai ab aarti ko kuch feeling aane lag jaati hai lekin woh iss baat ko ignore kar deti hai ab madhu bhi aa jaati hai ab aarti and riyansh dono cross path kar jaate hai aur dono milker bhi nahi mil paate hai