webnovel

alia meet a strange person

ab bani raj ko call karti hai aur kehti hai ki woh tumse shaadi karne ke liye tayaar hai idher anshu and mahi decide karte hai ki woh dono karan and bani ko sab sach bata degne ab dono ghar par aate hai anshu and mahi dono karan and bani ko dhoondte hai but unko ghar par koi nahi milta hai ab anshu bani ko call karta hai and mahi karan ko call karti hai but nahi toh bani ka phone lag raha hai aur nahu karan ka call lag raha hai ab karan alia ke saath derive par jaata hai ab bani bhi raj ke saath bahar gayi hui hai ab sab log apne apne ghar aa jaate hai tabhi alia ke ghar par ek strange aata hai unse milne ke liye ab alia usko hug karti hai