webnovel

What will happen next?

.

.

.

Kavin went to his home and get fresh up, got ready and went back to Purvi's house.

He rang the doorbell and after a minute Purvi opens it. He smiled and she responded with the same kind of genuine smile.

He came in and Purvi closed the door.

Purvi - Itni jaldi aa gye aap.

Kavin (in a flirty tone) - Ab kya kare aapse duri bardasht nhi hoti.

Purvi - Ooh toh Mr. Khanna aap flirt bhi kar lete hai.

Kavin(while coming close to her) - Sirf aapke sath.. Would be Mrs. Khanna.

Listening to him, she blushed slightly.

Kavin - Sharmate hue aur bhi khubsoorat lagti ho tum.

She smiled shyly. Just then Kavin got a call from Dushyant.

Kavin picked up the call - Hello.. Ha Dushyant.

Dushyant - Ha Kavin. kaisi hai ab Purvi?

Kavin (looking at Purvi) - Ab thik h.

Purvi smiled at Dushyant's concern.

Dushyant - Good... Waise mene tumhe ye btane ke liye call kiya tha ki hotel ki cctv footage me uss aadmi ka chehra dikh gya h jisne Purvi par goli chalai thi..Usse pakad liya hai, interrogation se pta chala h ke local gunda hai.. Paiso ke liye dusro ke under kaam karta hai..aur Purvi par attack bhi usne kisi ke kehne par hi kiya tha.. Paiso ke liye..

Kavin - Pta chala wo paise dene wala insan kon tha?

Dushyant - Nhi Kavin.. Picchli baar jaise un logo ne uska chehra nhi dekha tha waise hi isne bhi nhi dekha.

Kavin - Kaafi ajeeb hai ye sab.

Dushyant - Wo toh hai.. Kavin tum please Purvi se baat karo iske bare me.. Ho sakta hai usse aesa kux yaad aa jaaye jisse hame koi clue mil sake.

Kavin - Hmm...tum please aage ke bare me mujhe updates dete rehna.

Dushyant - Sure... Bye.. Aur ha.. Bhabhi ji ka khayal rakhna.

Kavin smiled at his comment and hung up the call.

Purvi - Kya kha Dushyant sir ne? Anything serious?

Kavin told her everything he got to know from Dushyant.

Purvi (while sitting on the couch) - Ye sab ho kya rha hai.. Kucch samajh hi nhi aa rha hai...pehle meri kidnapping phir ye attack aur abhi tak kucch pta hi nhi chal paa rha hai..

Kavin(while sitting near her) - Purvi.. I know mera ye kehna tumhe aheeb lag sakta hai.. But phir bhi.. Aesa kucch jo tum iss sabse related jaanti ho.. I mean ye bhi toh ho sakta hai ke tumhare past me aesa kucch hua ho par iss wakt tumhe yaad na aa rha ho.. Something like that.. Yaad karne ki koshish karo.

Purvi thinks a lot and try to figure out something that can help them in the case. But all in vain.

Purvi looked at him and nodded in no.

Kavin - Koi baat nhi Purvi.. Tum rest karo aur agar kux bhi yaad aata hai toh mujhe btana hmm?

Purvi - hmm...Meri wajah se aap sab kitna pareshan hai.. Aur me hu ke aap logo ki koi madad bhi nhi kar paa rhi hu.

Kavin - Tum aesa kyu soch rhi ho.. Iss sab me tumhari koi galti nhi hai.. Aur ham sab ek family hi toh hai.. Aur apno ke liye pareshan nhi honge toh kiske liye honge..  He cupped her left cheek with hish right hand... Tum please iss sab ke baare me itna mat socho.. Kal se tumhari joining hai toh aaj acche se rest karo.. Me hu tumhare saath.. Hamesha.

Purvi hugged him tightly. He hugged her back.

Purvi - Thank you so much..

Kavin - Kisliye?

Purvi (while breaking the hug) - Meri life me aane ke liye.. Aur aapke sath ke liye.

He smiled and kissed her forehead, she closed her eyes to feel it. She loved his forehead kisses a lot showing his love, care and respect for her.

They spent the day together at her home only.

Everyone was present at bureao when Kavin and Purvi entered. Everyone came to them and asked Purvi about her health. Soon they get back to their respective work including #

Dushyant came to Kavin.

Dushyant - Kavin kucch btaya Purvi ne?

Kavin - Nhi Dushyant usse aesa kucch yaad hi nhi hai.

Dushyant - Hmm...

Kavin - Wo gunda kha hai jisne Purvi par goli chalai thi?

Dushyant - Interrogation Room me.

Kavin - Hm. Me abhi aata hu.

And he left.

She was working on her desk.

Just then..

.

.