webnovel

Shapit - village

Ek chota sa village tha ush village ka naam saarehe village tha ....

---------------------------------------------------------------

Voh village ek shapit village tha ush village main raat ke 8 vjhe ke baat atmao ka nivas hone lagta hain ....

---------------------------------------------------------------

Ush village main lok 8 vjhe ke badh apne ghar se nhi niklte hain ...

---------------------------------------------------------------

Kiyuki 8 vjhe ke badh joh bhi niklta hain voh atma ushe apne sath le jathi hain.....

---------------------------------------------------------------

Yeh sn1958 ki baat hain jabh ek maa aur beta ek sehar main rehte teh ussh sehar ka naam mela jhol sehar tha ush sehar main maa aur beta bahut achhe se rhte teh unki zindgi acchhi chal rhi thi voh bohut griib lok the fir bhi unki life acchi chal rhi thi uske bee ka name mallu tha aur ushki maa ka naam shimni tha shimni dusro ke gharo main kam karti thi unka guzara accha chal rha tha aur uska beta ghar par hi hota tha veh koi kam nhi karta tha bas ghar par hi sotha rehta tha ....

--------------------‐------------------------------------------

Ek din mallu bazzar se kuch saman lene ke liye gya tha woh sman lekar sehar se ghar aaa rha tha ush sehar main ke amir lok bhi rehte teh unka ek beta tha joh bahut ladaku tha mallu ghar par aa rha tha aur woh amir ladaku larka bazar ko ja rha tha Mallu ush amir larke se galti se takra gya aur unh main fight suru ho gyi aur ush amir ke papa vha par aa gye uske papa ne unko iss sehar se durr jane ko bol diaa aur maalu nhi jane ko boola ki main iss sehar se nhi jau ga amir ke papa ne unn ko jail main band krva diya aur maalu ne apni galti maaan Lii aur kha ki meri hi galti thi kiyuki maalu ki koi galti nhi thi fir bhi maalu ne galti apne sir le Lii kyiuki veh bahut gribb teh unke paas koi paisa nhi tha woh lok unh se nhi larrh sakthe teh fir uski maa aur maalu iss sehar ko chorrrhh kar shapit village main apna pura saman le kar aaa gye .......

----- -------------intermission .---- -----------------