webnovel

yuvraj meet anamika

ab yuvraj khurrana (laksh lawani) and yash khurrana (aashish sharma) jo ki samar and dakshita ke dono judwaa bete the yash yuvraj se bada tha lekin un dono ko apne parents ke baare main kuch nahi pata tha kaha par hai woh dono actually yash and yuvraj dono anaath aashram main bade hue the bangalore main ab yuvraj and yash dono apne parents ko find karne main lage the ab yuvraj kisi kaam ki wajah se bahar jaata hai jaha par woh ek ladki se milta hai jise ka naam hau anamika basu (Ishita dutta) aur dono main fight ho jaati hai