webnovel

yash and yuvraj's marriage

after 1 months yuvraj and yash ki shaadi ho jaati hai yash kisi ko bhi realize nahi deta ki woh anamika se pyar karta hai lekin ab usne anamika ko bhoolna start kar diya hai ab yash jaayda waqt siya ke saath rahta hai ab anamika and yuvraj honeymoon ke liye shimla jaate hai lekin yash ko kisi kaam ki wajah se jaana nahi padta hai aur yeh baat siya samaj jaati hai idher yuvi and anamika dono shimla main romance karte hai tabhi unki life main ek ladki entry hoti hai jise ka naam hai anushka sen (jashmin bashin) jo ko unki life main toofan laane wali thi.