webnovel

karan is exposed

ab waha par karan aa jaata hai mask lakger taaki dakshita usko pachan naa sake ab karan dakshita ke bachche ko maarne aaya tha ab karan dakshita par knife se attack karta hai tabhi waha par samar aagar usko rok leta hai aur uska mask hata deta hai jise samar and dakshita showked ho jaate hai ab unke saamne 5 saal phele ka raaz bhi saamne aa jaata hai ab samar police ko call karta hai aur police waha par aa jaati hai aur karan ko arrest karke le jaati hai ab samar and dakshita ko bhi jain milta hai