webnovel

dakshita learn truth

ab nirmala bhi waha par aa jaati hai ab dakshita nirmala ko hug karti hai ab niramla dakshita ko 5 saal phele jo hua uske baare main bata deti hai jise dakshita showked ho jaati hai lekin khud ko sambal leti hai ab nirmala ko pata nahi tha ki 5 saal phele woh aadmi kon tha jise ne dakshita and samar ko alag kiya lekin ab dakshita samar ke pass jaati hai aur samar se maafi maangti hai aur samar usko maaf kar deta hai lekin un sab ki life ab normal nahi hui thi idher kavya ko bhi sach pata chal jaata hai ab sabki life complicated ho jaati hai lekin mayank and dakshita ki shaadi nahi hui thi aur naa hi samar and kavya ki shaadi hui thi