webnovel

Kitaab Zindgi ki...

27-12-2000 ( 12:45 ) p.m.

naa jaane kyun esa lga sb hoke bhi ,

sb kho diya hai ,

ye dil paas hoke bhi paas nhi hai ,

zindgi khin vo to nhi ,

jinse dur jaane ka faisla krne ka haq ,

dil nhi dimaak ko de diya hai.

bhut kuch Dil mein chupaae ,

schaai ko jaan ,

pyaar se muh mod liya hai .

Aaj kuch sikhaya nhi ,

khud sikha hai sch kdvaa hota hai ,

dimaak se na hi ,

dil ki daastan , unkhi khaaniyan daastan e zindgi ,

Apni kitaab Zindagi ki humne likhne ka faisla kr liya hai .