webnovel

surbhi in love with ansh

ab ansh surbhi ko ghar drop kar deta hai aur phir waha se chala jaata hai surbhi puri raat ansh ke baare main sochti hai ab next day ansh and kiara milte hai ab kiara ansh ko kiss karne lagti hai but woh uncomfortable ho jaata hai yeh baat kiara ko achi nahi lagti hai ab kiara and ansh hug karte hai tabhi waha par surbhi aa jaati hai aur dono ko hug karte dek jealous ho jaati hai aur woh waha se chali jaati hai tabhi ansh usko dek leta hai aur woh surbhi ke biche jaata hai aur usko manata hai yeh dekher kiara ko acha nahi lagta hai woh yash ko phone karti hai aur sab kuch bata deti hai surbhi ko realise ho chuka hai ki woh ansh se kitna pyar karti hai yeh baat woh alga ko batati hai alga bahut khush ho jaati hai woh decide karti hai ki woh jaldi hi ansh ko propose kar degi but usko yaad aata hai ki ansh kiara se pyar karta hai woh kabhi bhi mera nahi ho sakta hai woh upset ho jaati hai surbhi office jaati hai but woh ansh se nahi liti hai ansh use milna chahta hai but woh nahi milna chahti hai