webnovel

rashika knows truth

ab rashika use clip par jaati hai jaha par laavanya ka accident hua tha ab waha par puch jaati hai ab waha par rah rahe kuch logo se puchti hai ki aaj se 5 saal phele jis ladki ka accident hua tha uska kya hua kisi ne usko bataya ki uski jaan bacha li gayi thi yeh baat sunker rashika khush ho jaati hai aur puchti hai ki kis ne uski jaan bachahi thi toh woh log batate hai ki usi village ki ek ladki ne bachahi tho uska naam hai gauri ab rashika gauri ke pass jaati hai ab gauri usko batati hai ki usko goa ke hospital main admitt karwa diya gaya tha ab rashika ko confirm ho jaata hai ki kavya hi laavanya hai ab rashika khush ho jaati hai but saath saath yeh sochker bhi sad ho jaati hai ki woh ab apne kriss ko hamesha ke liye kho degi but ab rashika decide karti hai ki woh kriss ko sab kuch bata degi ab rashika usi clip par bula leti hai aur kriss waha par aa jaata hai aur rashika se use waha par bulane ka reason puchta hai aur rashika usko sab kuch bata deti hai