webnovel

Rashika is pregnant

ab rashika ki tabyat kharab hone lagti hai aur woh faint ho jaati hai rashika ko faint hota dek kriss showked ho jaata hai aur usko room main lekar jaata hai aur dr. ko call karta hai ab dr ghar par aa jaati hai aur rashika ka cheak up karti hai aur rashika and kriss ko batati hai ki she is pregnant dono yeh baat sunker khush ho jaate hai ab rashika Ishita ko call karti hai aur usko yeh good news deti hai ab Ishita kavya ko yeh good news deti hai aur kavya bhi khush ho jaati hai ab Ishita phir se rashika ko call karti hai aur Ishita rashika ko apne ghar par bulati hai dinner ke liye aur rashika haa kar deti hai but kriss refuse kar deta hai ki main nahi aa paaunga tum chali jao ab rashika decide karti hai ki woh akeli hi jaaegi ab Rashika ghar par aa jaati hai ab kavya gate open karti hai