webnovel

kavya and rashika meet

ab kriss and kavya ki friendship ho jaati hai aur woh dono ek dusrevko introduce karte hai aur baatein karte hai ab rashika un dono ko dekhti hai yeh dek rashika ko jalan hoti hai but woh iss baat ko ignore kar deti hai aur ab woh waha par aa jaati hai kriss dono ko introduce karwata hai aur rashika ko sab kuch bata deta hai ki kaise unki mulaqat hui ab sab log khush the aur rashika , kriss and kavya teeno milker masti karte hai ab kavya ko flashback hota hai aur faint honelagti hai