webnovel

kavya's feeling for kriss

ab sab log milker masti karte hai tabhj achaank se kavya ko flashback hota hai aur woh faint hone lagti hai but woh khud ko sambal leti hai ab kavya waha se chali jaati hai ab idher kriss and rashika masti karte hai aur romance karte hai ab kavya bhi Kriss ke liye kuch feel karti hai but woh iss baat ko ignore kar deti hai kyuki kavya ko yaad aata hai ki kriss and rashika ki shaadi ho chuki hai kriss rashika se pyar karta hai kriss kabhi bhi mera nahi ho sakta hai ab kavya iss baat ko bhool jaati hai ab kriss laavanya ko yaad karta hai tabhi waha par rashika aa jaati hai