webnovel

Raj and bani come to close

ab dr kehte hai ki karan ab thik hai aur woh ghar jaa sakta hai yeh baat sunkar sab khush ho gaye aur ab sab thik ho gaya hai ab karan ghar par aa jaata hai aur ab waha par alia bhi aa jaati hai kara and alia romance karte hai yeh sab bani dek nahi paa rahi thi aur waha se chali jaati hai ab raj bani ke chehre par jealousy dek paa raha tha ab usko bhi bura lagta hai ab raj bani ke pass aata hai aur usko movie dekhne ke liye le jaata hai aur dono waha par masti karte hai ab raj and bani close aane lagte hai ab dono ghar aa jaate hai ab bani karan ke pass jaati hai aur aaj jho hua usko sab batati hai but iss baat se karan ko fark padta hai but woh iss baat ko ignore kar deta hai