webnovel

raj and alia's plan

ab woh aadmi koi aur nahi balki raj hai ab raj and alia ek dusre se bahut pyar karte hai ab dono hug karte hai and lip kiss karte hai ab unka plan tha ki alia karan ko apne pyar main fasaaye aur raj bani ko apne pyar main fasaaye aur dono apne plan main successful ho jaate hai unka plan tha ki karan ko barbaad karna aur uski saari daulat apne naam par karna alia karan se pyar ka natak kar rahi hai sirf aur sirf karan ke paiso ke liye ab alia and raj intimate hote hai and puri raat sex karte hai ab next day alia and raj apne room se bahar jaate hai ab alia karan se milti hai aur usko huv karti hai tabhi waha par bani aa jaati hai aur dono ko lip kiss karte dek waha se chali jaati hai aur usko bahut jealousy hoti hai ab waha par raj aa jaata hai ab bani khud ko sambal leti hai ab dono hug karte hai ab bani and karan ko pata nahi hai raj aur alia ke baare main ab phir se raj and alia milte hai ab jo us raat alia ko milne jo aadmi aaya tha woh koi aur nahi tha balki raj tha aur unko lagta hai ki woh dono apne plan main successful ho rahe hai karan par jo attack hua tha woh raj ne hi karwaya tha kyuki raj karan and alia ko close nahi dek sakta tha islay tab alia ne raj ko samjaya aur raj samaj gaya tha ab bani and karan ghar pandit ji ko bulate hai anshu and mahi ke shaadi ke liye