webnovel

mahi and anshu marriage

ab karan ghar par pandit ji ko bula leta hai ab pandit ji unko batata hai ki mahi and anshu ki shaadi agle mahine ki 5 taarik ki hai yeh sunker karan and bani dono khush ho jaate hai ab waha par alia and raj bhi aa jaate hai ab pandit bhi unki shaadi ki date usi din fix kar dete hai jis din anshu and mahi ki shaadi hai ab yeh baat sunker khush ho jaate hai iss jayada khushi raj and alia ko hoti hai ab alia karan ko lekar jaati hai ab yeh dekher bani ko jalan hoti hai ab alia and karan dono romance karte hai alia karan ko kiss karti hai ab karan and raj waapas aa jaate hai ab waha se raj and alia chale jaate hai aur ghar par jaake jashan manante hai plan ka successfull hone ka ab dono romance karte hai