webnovel

karan's jealousy

ab karan ko fark padta hai bani and raj ko ek saath dekher but woh iss baat ko ignore kar deta hai ab karan bilkul thik ho jaata hai aur yeh dekher sab bahut khush the ab bani and karan dono picnic ke liye plan manate hai aur sab tayaar ho jaate ha ab anshu and mahi ek dusre se pyar karte hai yeh baat kisi ko nahi pata hai ab anshu and mahi romance karte hai aur waha par bani aa jaati hai but bani sach jaan nahi paati hai ab sab log picnic ke liye goa nikal jaate hai ab sab log hotel main ruke hote hai ab raat ho jaati hai aur sab log so rahe hote hai ab koi alia ke room main aata hai but alia so rahi hoti hai aur woh room se chala jaata hai abu next day raj and bani ek saath hote hai yeh baat karan ko bilkul achi nahi lagti hai aut woh iss baat ko ignore kar deta hai