webnovel

ishika kill raj

ab ishika raj ko maarne ka plan manati hai ab idher Natasha raj ke ghar par aati hai aur usko flashback hone lagta hai aur thoda thoda usko yaad bhi aa jaata hai ab raj usko batata hai ki uska last life main naam bani tha aur aditya ka karan ab yeh baat sunker Natasha ko phir se flashback hone lagta hai ab waha par lagi photo ke baare main puchti hai Natasha raj se raj usko batata hai ki yeh uski wife alia thi aur woh uska beta aarav tha aarav and alia ki death ho chuki ek accident main ab Natasha waha se chali jaati hai ab ishika raj ke ghar ko bomb se uda deti hai jisme raj ki death ho jaati hai idher Natasha ghar par aa jaati hai ab adi and Natasha ki shaadi hone wali hoti hai