webnovel

ishika come out of jail

ab aditya Natasha ko ghar par drop kar deta hai aur khud bhi waha se chala jaata hai ab ishika 20 saal baad jail se bahar aati hai aur decide karti hai ki woh ab apni zindagi ki nayi suraat karki but woh abhi bhi karan se bepanaha pyar karti hai aur ishika aaj tak karan ko bhoola nahi payi hai but woh ab decide karti hai ki woh ab apni life main move on kareki hai ab aditya and Natasha dono ko realize ho jaata hai ki woh dono ek dusere se kitna pyar karte hai aur ab Natasha decide karti hai ki woh aditya ko kal hi propose kar degi idher ishika mumbai puch jaati hai but ishika aditya and Natasha se anjaan hai