webnovel

Riyansh meet trushika

Now next day ab Riyansh bahar jaata hai office ke liye ab riyansh aate waqt ek ladki se takkra jaata hai woh koi aur nahi balki Riyansh ki childhood friend thi jiska naam hai Trushika sharma (Avika kaur) aur uski family main hai uski maa sharmila sharma and father hai Umesh sharma and uska ek bada bhai hai jiska naam hai Mohit sharma and uski shaadi ho chuki hai uski wife ka naam hai simple sharma and uski ek beti hai jiska naam hai tanvi sharma ab Riyansh Trushika se milker happy hota hai ab Riyansh Trushika ko lekar apne ghar aa jaata hai jise saare gharwale happy ho jaate hai