webnovel

mahir meet his past

ab mahir and ranjana dono bahar jaate hai ab ranjana ko kisi kaam ki wajah se mahir se alag hona padta hai ab mahir waha par akela hota hai tabhi waha par mahir ka past yaani uska first love maya (priya shinde) waha par aa jaati hai jise dek mahir showked ho jaata hai ab maya mahir ko kehti hai ki tum mere ho mahir main tumhe kisi aur ka nahi hone dungi main maar dungi usko yeh baat mahir kehta hai agar meri ranjana ko kuch bhi hua tho main tumhe nahi chudunga yeh saari baatein ranjana sun leti hai