webnovel

Phir teri yaad aayi

Casts : 1) Dheeraj doopar as Ranveer Goyal 2) Alisha pawar as Tanvi Khurrana 3) Mishkit verma as saagar khanna 4) jashmin bashin as payal mathur

Kajal_Panghal · Fantasy
Not enough ratings
35 Chs

Payal doubt saagar

Ab payal and tanvi dono police station jaati hai Ranveer se milne ki liye ab ranveer tanvi ko kehta hai ki maine kuch nahi kiya hai tab tanvi kehti hai ki main jaanti hu tumne kuch nahi kiya hai mujhe tum par pura trust hai ranveer ab payal bahar aa jaati hai aur usko Saagar par doubt hone lag jaata hai ab ranveer ka lawyer uski bail karwane ki try karta hai lekin fail ho jaata hai ab tanvi aur stress ho jaati hai aur idher sab gharwale bhi ab payal saagar ka pata karti hai ki woh kaha par hai