my name is Naveen Sharma I am living in a small town of pathankot punjab India I am always dreaming of getting rich but this is truly a beautiful dream for me
चेन यान यूरोप के मध्य युग में एक लोकप्रिय राजकुमार बनने के लिए समय-यात्रा करता है। लेकिन यह दुनिया उसकी सोच के मुताबिक़ सरल नहीं है! जादुई शक्तियों के साथ चुड़ैलों, चगिरजाघरों और राज्यों के बीच भयानक युद्ध पूरे देश में दहशत का माहौल बनाये रखता है। रोलेंड, एक राजकुमार जिसे अपने ही पिता द्वारा नाकारा माना जाता था और सबसे गरीब जागीर सौंपी गई थी, अपना समय और श्रम एक निर्बल और पिछड़े शहर को एक मजबूत और आधुनिक शहर के रूप में विकसित करने में लगा देता है। वो सिंहासन के लिए अपने भाई-बहनों के ख़िलाफ लड़ता है और राज्य पर पूर्ण नियंत्रण पा लेता है। रोलेंड की कहानी से जुड़ें, क्योंकि वह चुड़ैलों से दोस्ती करता है और अपने अनुभवों से, आक्रमणकारियों को बुराई के दायरे से पीछे धकेलता है।
Dosto, socho... Aap har din ki tarah raat ko aaram se so rahe ho. Lekin achanak... aadhi raat ko bahar se cheekhein aane lagti hain. Aap darwaaza kholte ho... Aur jo nazar aata hai... usse dekh ke jaan sukh jaaye. Pura shahar... monsters ne gher rakha hai. Ghar jal rahe hain... Log cheekh rahe hain... Aur har taraf sirf tabahi hi tabahi. Sochne mein hi dar lag raha hai na? Par doston... Asi hi ek kahani hai THE AGE OF IMMORTALS – RISE OF RAKSHAK Ek duniya... jahan insaniyat karib karib khatam ho chuki hai. Lekin aakhir kyun? Yeh monsters aaye kahan se? Asal mein, duniya mein achanak ek nayi energy felne lagi thi... Urja Energy. Yeh energy jaanwaron ko monsters bana rahi thi. Lekin... yeh energy aayi kahan se? Aur... kya yeh duniya ka ant hai? Nahi. Kuch log jo is energy ko kabu karne mein safal ho gaye, woh ban gaye duniya ki aakhri umeed — Rakshak. Yeh kahani hai do ladko ki... Do dost, jinhone sab kuch kho diya... Aur ab duniya ke sabse shaktishaali yodha banne nikle hain — Yash aur Ishan. Ab sawal yeh hai... Kya yeh log duniya ko bacha paayenge? Jahan har kadam pe maut ka saya khada ho... Aur sabse bada sawaal... Kya hai is Urja ka raaz? Janne ke liye padhiye — The Age of Immortals: Rise of Rakshak.