webnovel

exam

sir manneko taiyar nhi the,wo keh rhe the,jab tak tumhare papa nhi aayege tab tak me tumhe exam ke liye hall tikit nhi duga,

robin ne joy se bat ki yar ab kya kre, "muje aur rincy dono ko bola he papa ko leke aav"

joy ne kha dar mat tu papa ko fon kar ab koi rasta nhi he, rincy aur robin dono ne apne papa ko fon kiya,pehle to unhone bataya ki papa colege me perents miting he to aapko aana padega, dono ke papa man gye,

lekin dono tention me the ki aage kya hoga.

dusre din jab robin aur rinsy apne papa ko leke aaye to sir nr ofice me bulaya, robin aur rinsy bhi the unke perents aur sir ofice me bethe the, sir ne kha, robin aur rinsy ki 80% hajri honi chahiye par unki 50% bhi nhi he, "

unke perents samaj gye ki ye college aane ke liye nikalte he par aate nhi he,par unhone dono ko kuch nhi kha sir se kaha" dekho sir pls inko isbar exam de dene do, aglibar esa nhi hoga," sir ne kha "thik he par ab aap dyan rakhiye ga"

bahar aakar robin aur rinsy ko unke perents ne thoda data fir bola "thik he rat ko gar aav aur ab esa mat karna"

fir perents chale gye robin aur rinsy apne apne gar gye,

robin ke gar

robin jese hi gar gya papa gar pe hi the robin ne kaha me fresh ho leta hu,

robin ke papa ne kha idhar aav, samne betho, mom bhi vahipe thi, " tum roz college jane ka bahana karke kidhar jate the, tumhe bikr leke di,roj pese deta hu gumne ke liye nhi college jane ke liye, robin ki mammi dekho ispe thoda dyan do agar aage se esa hoga to me iska college jana hi bandh karva duga"

robin ki mom ne kha "beta kyu esa kiya tumne aagese esa hua to papa se me kuch nhi khugi, fir tumhe college nhi bheje ge, chalo papa ko sorry bolo,agese esa nhi hoga bolo," robin ne kha "sorry papa ab me padai me pura dyan duga, muje maaf kardo papa" papa ne kha thik he par ab college se koi complain nhi aani chahi ye".

rinsy ke gar

rinsy ne garme kadam rakh uski mom ne kha" kyu aaj papa college aaye the? tumhr college padhne bheja he, tu college nhi jati,kha gumti he fir "rinsy ne kha sorry mom, papa mom ko kho na muje maf karde aur pls aapbhi maf kardo, aagese college se koi complain nhi aayegi" uske papa ne kha thik he jao tum jake

fresh ho jav," rinsy ki mom se kha "tum tention na lo muje apni beti pe pura bharosa he ab esa kuch nhi kre gi. "

dusre din robin aur rinsy college me mile yar robin ne kha "kal to bohat dat padi, isi meine tuje kha direct college aajana" rinsy ne kha muje khas kuch nhi kaha par aab esa hoga to acha nhi hoga."

dono ki zindagi firse suru ho gai roz subhe robin rinsy ko bus stop se college le jata aaur college ke bad chodne jata,

rinsy ko pata nhi tha ki rinsy pe nazar rkhane ke liye uske papa ne kisiko pese diye he.