webnovel

karan meet amrit

ab amrit apni sister in low ke saath bahar jaati hai market main aur karan bhi kisi kaam ki wajah se market jaata hai ab karan and amrit takkra jaate hai aur karan amrit ko dekta hi rahta hai ab dono ek dusre ko sorry bolkar nikal jaate hai ab karan ko kuch realize hone lagta hai aur amrit ko bhi kuch realize hone lagta hai but amrit is baat ko ignore kar deti hai aur sargun ke saath shopping karti hai shopping karke amrit and sargun dono hi ghar aa jaate hai aur karan bhi ghar aa jaata hai aur karan sirf amrit ke baare main sochta hai