webnovel

Mahi's accident

Ab mahi waha se chali jaati hai lekin yeh baat arun nahi jaan paata hai ki waha par mahi thi ab mahi ka ek car se accident ho jaata hai idher siya and Manav dono phone par baat kar rahe hote hai tabhi manav ki maa aati hai aur usko batati hai ki mahi ka accident ho gaya hai woh hospital main hai yeh baat siya bhi sun leti hai siya and Manav dono showked ho jaate hai ab dono hospital chale jaate hai ab siya arun ko call karne ki kosis karti hai lekin silent par hone ke karan usko pata nahi chalta hai ab arun jhanvi ki gud main let jaata hai