webnovel

DON'T JUDGE A BOOK BY IT'S COVER

Realistic
Ongoing · 18.5K Views
  • 3 Chs
    Content
  • ratings
  • N/A
    SUPPORT
Synopsis

Chapter 1Chapter-1 Waqt Sabka Badal Ta He.?

INTRODUCTION-

My self-Chandan

My friends- Ramandeep,Mukesh,Santanu,

Pritam.

Hii..Hello ye story ek real story he.Aur 5 friends ke friendships se adharit he.

Hum 5 bahut achha dost the, ek dushre ke liye sab kuchh karne ke liye teyar the.Hum hardin hamara city pe ghumte rahte the.Aur mai sabse garib ladka tha aur mai ek garraj pe kam karta tha.Aur dost jab ghumne ke liye bolate the mai kam khatam karke chalta tha unke sath.Phir ek din Mukesh ne mujhe call kiya, aur bola kai Chandan jaldi aa yar kahi ghumne jate he. Aur mai bola ha bhai abhi aata hoon. Aur mai kya kam khatam karke phir apna place pe pahuncha. Aur wanhi pe sab mera wait kiye the.Tu Santanu ne bola kya bhai tu itna late karta hai.Tu mai bola sorry yar kam khatam karke aate aate late. hu gaya.Tu hum aur kya nikal pade ghumne ke liye.Mai tu unke sath hi jata tha kyunki ek tu mere pas Bike nanhi tha, aur dosto ku bhi na ane ke liye bol nanhi sakta tha.Aur dosto ke sath ghumne ka maja hi kuchh alag tha.Wa masti, wa majak mujhe bahut achha lagta tha. Tu is liye mai jaldi kam khatam karke chale aata tha.Tu phir aur ek din mai kam pe laga hua tha Pritam ne call kiya aur bola kyun bhai Chandan ghumne jayega ki nanhi tu mai bola abhi aya tu usi din bhi mera kariban 30 min late hu gaya.Aur mai jab pahuncha tu Pritam ne mujhe ulti sidhi bahut kuchh bola aur usi din mujhe bahut kharab laga.Tu Raman ne bola chhod yar late hu gaya tu ka hua chalo yar chhodo usku galti tu sabka hota he.Lekin Pritam ne mere se bahut naraj tha.Tu kuchh din ese hi chala. Phir ek din Ramandeep ne bola yar hamara ghar pe kal party he tum sabku ana he. Aur hum bole tu tension na le bhai hum time pe aa jayenge.Tu agla din mai kusis kiya ki aj thoda jaldi jana padega aur apna mallik se puchh ke teyar hu gaya. Mai jab unke pas gaya tu mai thoda pichhe tha tu Pritam ne bola kya yar ya kesa dost he ek tu sala wa late pe aata he aur phir uska ju dress pehen ne ka tarika.Santanu ne bola ha bhai Pritam baat tu tera sahi he. Aur mai jab unke samne ayatu bole kya re ka kar raha tha.Tu sala hamse late hota he.Tu mein bola yar mere pas tu bike nanhi he ju jaldi aa jaun. Mukesh bola tu sala ek garib he tu kya bike layega tu ta apne pe hi chalta he.Aur humku dekh hamara style aur tera aukat nanhi

hum se dosti karne ke liye.Aur wa sab mere

majak kiye aur phir mein bhi thoda gusse se bol diya dekhna tum ek din sab.Aur phir chal aaya apna ghar pe.Tab mujhe laga bhai kuchh tu karna padega, lekin kya karon mujhe kuchh samajh pe nanhi aa raha tha. Du din ke bad Ramandeep se mera mulakat hua aur wa mere ku puchha kyun bhai tera kya hu gaya tha yar ju tu mera party pe nanhi aya. Aur mai usku sab kuchh bataya aur usne mera bahut help kiya. Aur mai ku ek achha job mil gaya tu mein apna kam pe usi din se lag gaya.Aur mai ku alag city pe job mila tha aur usi din se mera unke sath kabhi mulakat nanhi hota tha. Aur ese hi 1 year ke bad mera salary 25000 hu gaya tha.Tu mujhe ek din Ramandeep ka phone aya aur wa bataya bhai kal mera birthday he tujhe jaror ana hoga. Tab mai ek new bike bhi le liya tha aur mera style bhi tab change hu gaya tha.Mera bahut intrest tha dosto ke sath milne ke liye kyunki mein unhe ek sal se bahut miss karta tha.Aur unhe chahte hua bhi bhul nanhi pata tha aur Ramandeep ke Birthday mere liye bahut bada chance tha.Tu mujhe bhi lagta tha ki mai ab se unke sath mil sakta he kyunki ab mere pas sab kuchh he.Next day, mai time pe teyar hu ke nikal pada Ramandeep ke ghar ki aur. Aur bahar hi the mere dost sab aur Pritam ne bola

oye garib tu ye sab kahan se lay.Aur wa sab hasne lage aur Ramandeep ne mere bare mein sab kuchh bataya unse. Tu mai bola tum tu apna ghar ki peso se sab maja kar rahe hu lekin ab mera apna hi job he. Aur bhai Santanu tu mujhe aukat ki baat bol raha tha na dekh liya mera aukat.Phir kya party khatam hone ke baad sab ese hi ja rahe the tu mai bola ab tu mein tum se dosti kar sakta hu na mere pas sab kuchh he.Tu phir hamare sab ke muh pe ashu aa gaya. Aur wa sab apne galti ke liye sorry bola . Lekin mai bola chhodo yar mai tumse thanks bolta hoon kyunki tum sab ke liye mein aj itna kuchh kiya hoon.Agar usi din tum mere sath ese nanhi kiya hota tu mai ese hi huta.Tu usi pal mujhe bahut khusi mila kyunki mujhe apana dosto mil gaye...

SO FRIENDSHIP FOREVER..EVER &EVER..

------------- THANK YOU -------------

You May Also Like

My First Diary

First diaries... First diaries are always exciting! As long as you have things to write about... Extract from the book : "Smile!" says a deep male voice. "Come on Emma! Smile!" says a light girly voice. "Open your eyes, Emma," Emma tells herself. She opens her eyes, with disbelief, "d... dad?" asks Emma "Yes honey?" asks the deep male voice. "Oh... nothing" answers back Emma. "Okay now... smile!!", "Very nice girls! This one is a keeper for sure, can't wait until mom sees you two!" says Emma's dad. "Yeah! Come on Emma lets... Emma?... are you okay?..." asks the little girl. "This is not happening... I... I" Emma begins to speak but stumbles upon words. "What? Is everything alright?.... You look pale... do you want some water?" "No... I... I need to sit... I..." Emma begins to speak, but she just cannot speak the words out. "This has to be a dream... I... I don't know what else it could be, but it feels so real...I... I remember this...." Emma tells herself. Emma and the little girl goes to the couch and sit down, "w... who are you?... may I ask?" asks Emma. "I... am Samantha... your best friend...I will assume that you were only joking there about asking me about my name... are you?" says Samantha, worried. "Yeah... I... I was... haha, got you..." Emma says, forcing a smile, "how can this be happening!? My father.... he is here!? I feel like I went back in time... but that is impossible... right?" Emma talks in her head to herself, "what date is it today Sam?" Emma asks Samantha. "It's.... the.... 24th of June, why?" Sam asks Emma. "Okay what year?" Emma asks Samantha again. "You kidding?..." Samantha tells Emma. "Just answer my question please..." Emma pleads Samantha. "It's 2014... and you have lost your mind..." Samantha tells Emma, slightly feeling worried. Emma opens her eyes wide, "this must be a dream, it has to be a dream, how the fuck could I then explain me going back 4 years in time...

Strale · Realistic
Not enough ratings
25 Chs