Meri Zindagi: Girawat, Dard aur Pyaar
ye kahani Hai ek aise ladke ki....
Jo Kabhi middle class Tha, sapne the, khushiyaa Thi ...
par waqt ne sab kuch badal diya, Aaj wo gareebi se lad raha Hai , Har din ek nayi struggle Hai,
lekin is andhere me ek roshni BHI aae thi-Woh!
Kya wo APNI Zindagi wapas bana payega?
ye surf ek kahani nhi....
ye Meri Zindagi Hai ....